Reviews from our customers

See what customers say about their experience with us.

Mai rabiya khatoon meri kamar ki haddi dab rahi thi mai garg hospital m aii dr aman sir se dikhaya sir ne mujhe bhoot acche se smjhaya sir ne ye bhi bola ki opretion bhi ho skta h apka lekin mai apka pahle medicine chalata hu our mejhe ajj medicine khate 5 day hua mujhe medicine se hi aram mill gya abhi age medicine chalegi meri txx sir ~ Ghulam H
Mere patient ka naam Sakina khatoon hai inko brain me sujan tha mai kai dactor se visit kiya nahi thik hua phir mere relativ. Mujhe garg hospital gorakhpur ke baree me btye phir mai garg hospital me Dr Aman Agrawal sir se visit kiya or Sakina ka treatment shuru hua ab sakina khatoon thik hai thanku sir Dr Aman Agarwal sir best neurosurgeon in gorakhpur ~ Arman a
Mera naam priti hai 5 february 2025 ko mera accident ho gya tha mere head me jada chot aa gya tha chot ki wajh se dard jada tha mere ghar ke bagal ke log mujhe Dr. Aman Agrawal ka pta btaya or mai phir garg hospital me dr.aman agrwal jo ki neurosurgeon hai Sir ke treatment se ab dard kafi thik hai Thank u sir you are best neurosurgeon in gorakhpur ~ Priti C
Mera naam Ravi hai mere head me kafi time dard rahta hai mujhe dr. Aman agrawal ka pta chla to mai inse contact Kiya Mera ilaaj dr. Aman agrawal neurosurgeon kar rahe hai ab mai phale se kafi hadd tak dard se rahat mujhe hai Or meri maa kusum ko bhi neck Or head me dikkat thi ab wo bhi bhut hi better feel kar rahi hai Dr. Aman agrawal best neurosurgeon in gorakhpur. ~ Ravi K
kamar ke naso me do mahine se dikkat tha bahut dard tha or bethane or chane me kafi dikkat tha dr amam agrwal neuro surgeon ko dikhaye dr sahab ne puri bat accha se jawab diya unka behaviour hamko abhut accha laga sab bat ne acche se samjha diya ki pareshani ku ho rahi hai kis chiz se bachaw karna hai thanks 🙏 sir ~ Javed M
Mere wife kamar me bahut dard tha bethane me bahut dikkat ho raha tha Beth jate the fir uth nahi pate the dr aman Agarwal neuro surgeon ko dikhaye dr aman Agarwal neruo sahab ne kafi samay de kar hamko sab acche se samjha diye or mri ke liye bataye hamko unka behaviour bahut accha laga marijo sang thanks sir ~ Sujeet Y
Mere mata ji kamar me do jagah nas dab gai thi or mere mata ji ko chalne me bahut dikkat thi dr aman agrwal neuro surgeon ne surgery ke liye kahe ab me surgery karwa liya hu ab kafi aram hai dr sahab bole hai dhire dhire aram ho jaye ga hamko phele se jada aram lag raha hai dr sahab aap bhagwan ke roop me mil gaye thank you ~ Anurag S
Mera nam akram hai mere deemag ka ek hissa kam nhi kar raha tha mai bhoot paresn tha na chal pa raha tha na khada ho pa raha tha na kuch kha pi pa raha tha shi se mujhe dr aman agarwal neurologist se dikhaya sir ne meri dawa chalai aj 1 mheene hue dawa khate mai khud se chal kar sir ko dikhane aya h mai bhoot khush hu dr bhoot hi acce hai ~ Mokarram A
Mere papa shankar dhar dewedi mere papa ko lakve ki sikayat ho gai thi mere papa bol nhi pa rahe the maine dr aman agarwal neurologist se dikhaya sir ne sare samasyao ke bare m mujhe acce se smjhaya our aj ek hafte hue dawa chalte mere papa pahle se bhoot acce hai yaha tak ki dr sahab bhi haeran h ki itna jaldi arm mill gya mere papa bolne bhi lge h sir ka bhoot bhoot txx 🥰 ~ vishwa s
Mere bhai ka nam Neeraj hai Mera bhai ka gardan ke neeche se lekr neeche pair tk poora soon tha kuch kam nhi kar raha tha fir maine dr aman agarwal sir se dikhaya sir ne to mujhe operation ke liye bola lekin sir ne ye bhi bola ki mai dawa se pahle kosish karunga mere 1 week dawa chalaya our ajj mai khud chalkr aya hu sir ko dikhanae sir ka bhoot bhoot dhanywad ~ Umesh P
Dr. Aman Agarwal is a highly professional, humble, and compassionate doctor who truly values his patients. His polite behaviour, patience, and dedication make patients feel comfortable and confident. He listens carefully to their concerns, understands their problems, and provides thoughtful guidance. A great doctor is not defined only by medical knowledge but also by kindness, empathy, and commitment to patient care. Dr. Aman Agarwal reflects these qualities beautifully. Doctors like him are truly a blessing to society. Wishing him continued success, respect, and many more achievements in his medical career! A heartfelt thank you, Sir, for your kindness and inspiration. With sincere regards, Divyanshu Mani Tripathi 😊 ~ Divya M
Mera nam manish hai mai 2 maheeno se paresan tha mai kai dr ko dikhaya mai admit bhi hua lekin mujhe koi arm nhi mila mai na seedha khada ho pa Raha tha na shi se chl pa Raha tha fir maine dr aman sir se dikhaya sir ne mujhe admit Kiya meri medicine chali our ajj meri chutti ho rahi h mai pahle se bhoot acha hu khada bhi ho ja raha hu our chl bhi pa Raha hu sir ka bhoot bhoot dhanywad ~ MANISH Y
Mera naam Anita Devi hai mera accident 8 may ko hua mere sir me chot aa gya tha Jada problem ho gya tha head ingary mera treatment Garg hospital me Dr. Aman Agarwal ka chal rha hai Dr. Aman Agarwal neurosurgeon is excellent neurosurgeon.im completely satisfied with his treatment Dr. Aman Agarwal neurosurgeon best doctor in gorakhpur Thanku Dr. Aman Agarwal sir ~ Paras n
Main jaina devi hamre kamar me bhut jada dard rahta tha mai is dard se bhut jada presan thi mai koi kaam nhi kar pa rahi thi mujhe dr. Aman agrawal jo ki neurosurgeon ka pta chla mai garg hospital me apna appointment lgava kar mai dr. Aman agrawal se visit ki mera treatment chal rha h ab mere kamar ka leg ka dard bhut hi rahat hai mai ab kaam apna kar pa rahi hu Dr. Aman agrawal best neurosurgeon in gorakhpur ~ Sattu N
Mera nam sandeep hai hm ne bahut jagh per apne kamar dard ka ilaj krawa liye the but kahi se thik nhi ho rha tha tbhi hm se ksi ne kaha ki aap garg hospital mai dr aman agrawal se dikha dijiye or hm aaye or yaha dawa kraye jise hm ko 1 week mai bahut aram mila or mai duto logo se bhi garg hospital aane ke liye bolunga thx dr aman agrawal sir ~ Bittu K
Mera nam pinki hai hm se mere gav ke log btaye ki aap garg hospital jayiye yaha per dr aman agrawal sir baithte hai tb hm yaha aaye or apna ilaj sas fulane or chest mai problem or headache ka ilaj karayu jise. Hm bilkul sahi hai hm or hum apna ray dusro logo se bhi btayenge ki dr sahab bahut hi achha ilaj krte hai thnx dr sahab dr aman agrawal ~ Jayhind S
Garg hospital.dr aman Agarwal se maine dikhaya .mujhe gardan me problem tha shi se left me ghumta nhi tha . Preshani bahut ho rhi thi . Pr abhi unhe dikha kr 10 hi din ke dwe se bahut Aram h nush ki problem ho gyi thi har roj sar me garudan me dard raheta tha . Thank you Dr Aman agrawal sir ❣️ ~ Danis j
Mera name adil ahamd hai ped par chadte samay achank se pair fisla gaya me niche gir gaya jisse mere ridh ki haddi me chor lag gai iske bad dr aman Agarwal neuro surgeon ne mera operation kiya dr Aman Agarwal ke sahi margdarshan or ilaj se me ab kafi behtar ho gaya dr Aman Agarwal neuro surgeon ko dhanwad karte hai 🙏 ~ Abdurreen G
Mere mareej ka nam nasullah Ansari hai mere mareej ka accident ho gya tha head injury ho gai thi mere pt bhoot hi gambheer tha fir mujhe dr aman Agarwal neuro surgeon ke bare m pata chala sir ne mere pt ka turnt operation Kiya operation bhoot hi accha hua AJ Mera pt chal kar Aya h sir ka bhoot bhoot shukriya ~ Aishad A
Mere pt ka nam reeta hai mere pt ko 3 salo se kamar ki nas m dikkt hai jiski vjh se pairo m hato m gardan m pain hota h maine bhoot se neurologist ko dikhaya lekin mujhe aram nhi mila fir maine dr aman agarwal neuro surgon ko dikhaya sir ki 7 din ki dawa m mujhe bhoot aram mila sir ka bhoot bhoot dhanywad ~ Pintu Y
Mera nam sarwat jaha hai meri gardan ki nas dab rahi thi iski vjh se hath pairo m dard jhanjhanahat chakkar jaisi sari dikkate aa rahi thi mujhe dr aman Agarwal neurosurgeon ke bare m pata chala sir ne meri sari samasyao ko smjhaya dawa chalai ajj 20 din hue mujhe pahle se bhoot aram hai sir ka bhoot bhoot dhanyawad ~ Vinod K
Mere dada ji ki dimag ki nas fat jane k wajah se unhe brain hamradge ho gya tha..main apne dada ji ko garg hospital me ICU me admit Kiya .ar unka ilaaj dr.aman agrawal neuro surgeon ne kiya aaj 12 din ho gya ab mere dada ji pahle se bilkul thik hain..bol rhe h baat krne lge h ab.. thanks for dr . Aman sir.... ~ rahul k
Mere papa ka nam sheq khuddus hai mere papa ki deemg ki nas fat gai thi jiski vjh se mere papa unconscious ho gae the Maine kai dr ko dikhaya sab logo ne jawab de diya fir maine dr aman sir se dikhaya sir ne turnt admit Kiya our ajj mere papa khud se chal le rahe h ham logo ko pahchan rahe h mai dr sahab ka bhoot abhari hu ~ Safdar A
Mera nam shayam Nandan sing hai mai betiya ka rahne wala hu mujhe crvical ki dikkt thi mai pichle 2 maheeno se presn tha fir mai goggle se sir ke bare m dekha fir mai Garg hospital m aya mai bhoot pain m tha sir ne mera medicine start Kiya our mujhe ek hafte m hi bhoot aram mila h dr aman sir ka bhoot bhoot sukriya ~ Shyam N